"Models sirf tasveeron mein hi achchi dikhti hai ... woh bhi agar maine kheechi ho toh"
"Mujhe samajh mein nahi aa raha hai ki main apni kismat pe hasun ... ya tumhari taqdeer par roun"
"Is tarah ki partyon mein kapde kya mainne rakhte hai ... jahan pe nasha chadne ke baad har koi apne kapde utaar deta hai"
"Ek chatt ke neeche rehne waale zaroori nahi ... kamre mein bhi saath mein rahe"
"Pichla karza chukane ke liye hi toh agla karza maang raha hoon main"
0 comments:
Post a Comment